Musafir Main Hoon Lyrics Translation | Shab (Yaiyaiya Song)
Music: Mithoon
Lyrics: Amitabh S Verma
Singer: KK
Label: Tips Music
musafir main hoon, ye kis moR par
nazar mein nahi hai koi bhi Dagar
parindaa jaise phire darbadar
ye poochhe kahaan hai mera ek basar
jahaan waqt ho thama
aur ho sukoon zara.
I'm a traveler, on which turn,
there is no path in my sight.
the way a bird wanders,
asking where is my home,
where time is rests a bit,
and there is some peace.
kyun tanhaai yaaiya, yaiyaiya, yaiaiya
dil ki duhaai yaaiya, yaiyaiya, yaiaiya
kyun ye judaai yaaiya, yaiyaiya, yaiaiya
rooh me samaai yaaiya, yaiyaiya, yaiaiya
why is there loneliness?
why does the heart cry?
why is there this separation
all in my soul?
main hi nazar main hi zubaan
main hi to khwaahish mein, khwaabon mein hoon
main hi asar main hi wajah
main hi to apne iraadon mein hoon
I'm the sight, I'm the tongue,
I'm in wishes, in dreams,
I'm the effect, I'm the cause,
I'm the one in my motives.
khud se hi roshan
khud ka main humdum
khud ka hoon rehbar
hai khud pe yakeen bas mujhe
par apno se faasle hain
I'm lit by myself,
I'm my own companion,
I'm my own guide,
I trust only myself,
but have distances with my own.
kyun tanhaai yaaiya, yaiyaiya, yaiaiya
dil ki duhaai yaaiya, yaiyaiya, yaiaiya
kyun ye judaai yaaiya, yaiyaiya, yaiaiya
rooh me samaai yaaiya, yaiyaiya, yaiaiya
musaafir main hoon
ye kis moR par
nazar mein nahi hai koi bhi dagar
parinda jaise phire dar badar
ye puche kahan hai mera ek basar
jahaan waqt ho thama
aur ho sukoon zara
Musafir Main Hoon Lyrics Translation | Shab (Yaiyaiya Song)
Reviewed by jose basques
on
6/01/2017
Rating:
its incomplete, last part missing...
ReplyDeleteit is...
[Verse 3]
Ek ehsaan karde zaraa,
Apni mohabbat ki dein dein panaah,
Jeene ka hai tu hi sabab,
Phir kya karoon me ye jazbaat bayaan..
Tujhse judoon mein,
Judaa hi rahoon mein,
Teri hi wafaaon ke saaye mein yeh safar katee.
Kyun tanhaiyaa aiyaan aiyaan aiyaan...
Dil ki duhaiyaa aiyaan aiyaan aiyaan...
Kyun yeh judaiyaan aiyaan aiyaan aiyaan...
Rooh mein samaiyaan aiyaan aiyaan aiyaan...
Musafir main hu yeh kis modd par,
Nazar mein nahi hai koi bhi dagar,
Parinda jasie mere dar-badar,
Yeh pauchey kahan hai,
Mera ek basar..
Jahan waqt ho thama,
Aur ho sukun zara..